Ad links
Ad Links
Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Lyrics Mohammad Rafi, Rajesh Khanna - The Train (1970 Film)
Song Title: Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi
Movie Title: The Train (1970)»
Singer: Mohammad Rafi
Music : R.D. Burman
Lyrics By: Anand Bakshi
Song Cast : Rajesh Khanna and Nanda

Short Description

Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Song from "The Train" (1970) movie. Picturized on Rajesh Khanna and Nanda in a garden. Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Song is sung by Mohammad Rafi, music directed by R.D. Burman and written by Anand Bakshi.

Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi (Full Song Lyrics)

La..la..la..laa..

Lal lala lal lal la..laaa..
Lal lala lal lal la..laaa..
Lal lala lal lal la..laaa..

Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron..
Sambhalna mushkil ho gaya

Dil mein mere khwaab tere
tasveere jaise ho deewaar pe
Tujhpe fida main kyoon hua
Aata hai gussa mujhe pyaar pe

Main lut gaya maanke dil ka kaha
Main kahin ka na raha..
Kya kahoon main dilruba

Bura yeh jaadu teri aankhon ka
Yeh mera kaatil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya

Maine sada chaaha yehi
Daaman bacha loon haseenon se main
Teri kasam khwaabon mein bhi..
Bachta fida naazneenon se main

Tauba magar mil gayi tujhse nazar
Mil gaya dard-e-jigar, Sun zara o bekhabar

Zara sa haske jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya

Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya

Ad Links

0 comments:

Post a Comment