23:53
0
Ad links
Ad Links
Kya Bataun Tumhe song Lyrics - Phir Se Bewafaai (2015) AGAM KUMAR NIGAM
Song Title:Kya Bataun Tumhe
Album :Phir Se Bewafaai
Singer: AGAM KUMAR NIGAM
Lyrics: Agam Kumar Nigam
Music: ASAWAN KUMAR SAWAN
Music launch by:T-Series

Short Description:

Kya bataun tumhe is a Sad song, sung by AGAM KUMAR NIGAM and music by ASAWAN KUMAR SAWAN and Lyrics by Agam Kumar Nigam.

Kya Bataun Tumhe(Song Lyrics)


Jinpe ilzaam bewafai ka,
Unse umeede wafa karta hoon,
Zakhm khaye hain jo mohabbat mein,
Dastaan unki bayan karta hoon,

Kya batau tumhe dosto ishq mein,
Bewafa se wafa kar raha hoon,

Kya bataun tumhe dosto ishq mein,
Bewafa se wafa kar raha hoon,

Wo gaye hain badal dosto aaj kal,
Wo gaye hain badal dosto aaj kal,
Main to marne ki dua kar raha hoon,

Kya bataun tumhe doston ishq mein,
Bewafa se wafa kar raha hoon,
Kya batau tumhe doston ishq mein,

Pherli jabse usne nigahe,
Suni suni hui dil ki rahe,
Aa gayi zindagi us jagah pe,
Har taraf hai jahan sirf aahe,

Jaanta hai khuda usko deke dua,
Jaanta hai khuda usko deke dua,
Apna haq main ada kar raha hoon,

Wo gaye hain badal dosto aaj kal,
Main to marne ki dua kar raha hoon,
Kya batau tumhe dosto ishq mein,

Kam na hongi jo wo dooriya hain,
Door tak ab to majbooriya hain,
Na wafaein meri kaam aayi,
Meri kismat mein benooriya hain,

Maine ki hai wafa usne di hai dagha,
Maine ki hai wafa usne di hai dagha,
Jaan uspe fida kar raha hoon,

Wo gaye hain badal dosto aaj kal,
Wo gaye hain badal dosto aaj kal,
Main to marne ki dua kar raha hoon,
Kya batau tumhe dosto ishq mein
Kya Bataun Tumhe Video Song..
Ad Links

0 comments:

Post a Comment