Ad links
Ad Links
Zaroori Tha song Lyrics - Hamari Adhuri Kahani (2015)Rahat Fateh Ali Khan,Emraan Hashmi,Vidya Balan
Song Title:Zaroori Tha
Movie/Album Title:Hamari Adhuri Kahani (2015)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics By: Khalil-ur-Rehman Qamar
Music By: Sahir Ali Bagga
Cast:Emraan Hashmi,Vidya Balan,Rajkummar Rao
Music On: Sony Music India
Movie/Album Title:Hamari Adhuri Kahani (2015)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics By: Khalil-ur-Rehman Qamar
Music By: Sahir Ali Bagga
Cast:Emraan Hashmi,Vidya Balan,Rajkummar Rao
Music On: Sony Music India
Short Description:
Zaroori Tha Song from "Hamari adhuri kahani" 2015 movie.sung by Rahat Fateh Ali Khan, music directed by Sahir Ali Bagga and written by Khalil-ur-Rehman Qamar.Zaroori Tha (Song Lyrics)
Lafz Kitne Tere Pairon Se Lipte Honge
Tune Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga
Tune Jab Phool Kitabon Se Nikale Honge
Dene Wala Bhi Tujhe Yaad To Aaya Hoga
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono
Tawafe Aarzoo Karte
Magar Phir Aarzuon Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Bataao Yaad Hai Tumko
Wo Jab Dil Ko Churaya Tha
Churaayi Cheez Ko Tumne
Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Woh Jab Kehte The
Mera Naam Tum Tasbih Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namaazon Ko
Kaza Karne Se Darte Ho
Magar Ab Yaad Aata Hai
Wo Baatein Thi Mahez Baate
Kahin Baaton Hi Baaton Mein
Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Wahi Hai Soorate Apni
Wahi Main Hoon Wahi Tum Ho
Magar Khoya Hua Hoon Main
Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho
Mohabbat Mein Daga Ki Thi
So Kafir The So Kafir Hain
Mili Hain Manzilein Phir Bhi
Musafir Thhe Musafir Hain
Tere Dil Ke Nikale Hum
Kahan Bhatke, Kahaan Pahunche
Magar Bhatke To Yaad Aaya
Bhatakna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono
Tawafein Aarzoo Karte
Magar Phir Aarzuon Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Tune Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga
Tune Jab Phool Kitabon Se Nikale Honge
Dene Wala Bhi Tujhe Yaad To Aaya Hoga
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono
Tawafe Aarzoo Karte
Magar Phir Aarzuon Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Bataao Yaad Hai Tumko
Wo Jab Dil Ko Churaya Tha
Churaayi Cheez Ko Tumne
Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Woh Jab Kehte The
Mera Naam Tum Tasbih Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namaazon Ko
Kaza Karne Se Darte Ho
Magar Ab Yaad Aata Hai
Wo Baatein Thi Mahez Baate
Kahin Baaton Hi Baaton Mein
Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Wahi Hai Soorate Apni
Wahi Main Hoon Wahi Tum Ho
Magar Khoya Hua Hoon Main
Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho
Mohabbat Mein Daga Ki Thi
So Kafir The So Kafir Hain
Mili Hain Manzilein Phir Bhi
Musafir Thhe Musafir Hain
Tere Dil Ke Nikale Hum
Kahan Bhatke, Kahaan Pahunche
Magar Bhatke To Yaad Aaya
Bhatakna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono
Tawafein Aarzoo Karte
Magar Phir Aarzuon Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Video Song..
Ad Links
0 comments:
Post a Comment