01:36
1
Ad links
Ad Links
Bheja hai bulaawa song Lyrics - MAMTA KA MANDIR VOL-1,BABLA MEHTA
Song Title:Bheja hai bulaawa
Singer:BABLA MEHTA
Album: MAMTA KA MANDIR VOL-1
Bhajan:Navratri Special
Music On: T-Series Bhakti Sagar

Short Description:

Bheja hai bulaawa song from Album MAMTA KA MANDIR VOL-1 song sung by BABLA MEHTA .

Bheja hai bulaawa (Song Lyrics)


Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye

O maiya tere darbaar me ha
Tere didaar ko mai aaunga
Kabhi na fir jaaunga

Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Sherawaaliye ni mata jota waaliye
Jota waaliye laata waaliye

Tere hi dar ke hai hum to bikhari
Jaaye kaha ye dar chodke
Ha chodke

ho tere hi sang bandhi
Bhakto ne dori
Saare jaha se naata tod ke

Ha tod ke….
Sherawaaliye ni mata jota waliye
Goura waaliye ni mata laatta waliye

O Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Sherawaaliye ni mata jota waliye

Ni sachiye jota waliye laata waaliye
Phoolo me teri hi khusbu hai maiya
Chanda me teri hi chaandni ha chandni

Tere hi noor se hai naino ki jotiya
Suraj me teri roshni ha roshni
Sherawaaliye ni mata jota waliye
Goura waaliye ni mata laatta waliye

O Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
O Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye

O maiya tere darbaar me ha
Tere didaar ko mai aaenge
Kabhi na fir jaaenge

Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye
Bheja hai bulaawa tune Sherawaaliye

Sherawaaliye ni mata jota waliye
Goura waaliye ni mata laatta waliye

Sherawaaliye ni mata jota waliye
Ni sachiye jota waliye laata waaliye
Bheja hai bulaawa Video Song..

Ad Links

1 comments: